Zindagi ka safar bhi,
ek ajeeb khel hai.
Kabhi chamchamati dhoop hai,
To kabhi ghanghor andheer hai.
ek ajeeb khel hai.
Kabhi chamchamati dhoop hai,
To kabhi ghanghor andheer hai.
Kabhi har taraf khushiya,
Aur khilkhilate cheere hai.
To kabhi aankhen hai naam,
Aur akelepan ke dere hai.
Aur khilkhilate cheere hai.
To kabhi aankhen hai naam,
Aur akelepan ke dere hai.
Kabhi har jagah safalta,
Aur lakshmi ka vass hai.
To kabhi tumhari kismat hi,
Tumse udas hai.
Aur lakshmi ka vass hai.
To kabhi tumhari kismat hi,
Tumse udas hai.
Kabhi aankho mai nazakat,
Hoton par shararat,
Aur dil mai beintehaa pyar hai.
To kabhi unhi aankhon mai nafarat,
Aur dil mai kisi aur ka darbar hai.
Hoton par shararat,
Aur dil mai beintehaa pyar hai.
To kabhi unhi aankhon mai nafarat,
Aur dil mai kisi aur ka darbar hai.
Kabhi lagte hai sab apne,
Aur us khas par khud se jyada vishwas hai.
To kabhi is swarth bhari duniya mai,
Har saksha ke cheere par kayi nakab hai.
Aur us khas par khud se jyada vishwas hai.
To kabhi is swarth bhari duniya mai,
Har saksha ke cheere par kayi nakab hai.
Zindagi ka safar bhi,
ek ajeeb khela hai.
Kabhi chamchamati dhoop hai,
To kabhi ghanghor andheera hai.
ek ajeeb khela hai.
Kabhi chamchamati dhoop hai,
To kabhi ghanghor andheera hai.
True words.. well written :)
ReplyDeletehttps://shubhi22.wordpress.com/2013/08/21/zindagi-ki-manzilein/
Glad your liked it :)
DeleteLoved your poem..beautiful words.
Would love to see you more often on "From My Diary".