HEY EVERYONE..PLEASE DO READ THIS POETRY CREATED BY ME..:)
This is specially dedicated to my MAA..
"SHUKRIYAA..!!"
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Bachpan me mujhe chalna sikhaaya..
Jab bhi gira mujhe pyaar se uthaaya..
Wo aapki godi..wo aapki lori..
Aur wo aapka aanchal..jisme mujhe sulaaya..
Bachpan ki wo har yaad ka shuriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Kya sahi hai..kya hai galat..
Har sanskaar aapne sikhaaya..
Khud raato me jaag jaag kr..
Mujhe chen ki neend sulaaya..
Wo nind aur wo aaram ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Bukhaar me guzri un raato me..
Mujhe thik krne ka har tarika aazmaaya..
Khud ki fikr ko hmesha chhodkar..
Pehle mujhe khilaakr..fir hi khudne khaana khaya..
Paani ki wo patti..aur sir dard k us baam ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Meri har zidd ko puraa krne k liye..
Khud ki har ichha ko mitaaya..
Meri har chaah ko puraa krne k liye..
Har baar pura zor lgaya..
Mere har us sapne saakaar ka shukriya..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Jab jab bhi toot kr bikhraa me..
Har baar aapne houslaa bdaaya..
Jab jab bhi ghiraa samasyaao k tufaan me..
Aapne hi har baar paar lagaya..
Hausla badaane wali wo baat..
Aur sir par us haath ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Jitna aapne kia hai mere liye..
Uske badle me shayad hi kuch kr paau..
Par ek ichha mann me zaroor hai..
Ki aapki har khwaaish ko pura krke dikhaau..
Aapke pyaar aur aapke aashirwaad ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
This is specially dedicated to my MAA..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Bachpan me mujhe chalna sikhaaya..
Jab bhi gira mujhe pyaar se uthaaya..
Wo aapki godi..wo aapki lori..
Aur wo aapka aanchal..jisme mujhe sulaaya..
Bachpan ki wo har yaad ka shuriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Kya sahi hai..kya hai galat..
Har sanskaar aapne sikhaaya..
Khud raato me jaag jaag kr..
Mujhe chen ki neend sulaaya..
Wo nind aur wo aaram ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Bukhaar me guzri un raato me..
Mujhe thik krne ka har tarika aazmaaya..
Khud ki fikr ko hmesha chhodkar..
Pehle mujhe khilaakr..fir hi khudne khaana khaya..
Paani ki wo patti..aur sir dard k us baam ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Meri har zidd ko puraa krne k liye..
Khud ki har ichha ko mitaaya..
Meri har chaah ko puraa krne k liye..
Har baar pura zor lgaya..
Mere har us sapne saakaar ka shukriya..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Jab jab bhi toot kr bikhraa me..
Har baar aapne houslaa bdaaya..
Jab jab bhi ghiraa samasyaao k tufaan me..
Aapne hi har baar paar lagaya..
Hausla badaane wali wo baat..
Aur sir par us haath ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Jitna aapne kia hai mere liye..
Uske badle me shayad hi kuch kr paau..
Par ek ichha mann me zaroor hai..
Ki aapki har khwaaish ko pura krke dikhaau..
Aapke pyaar aur aapke aashirwaad ka shukriyaa..
Maa aapka shukriyaa..
maa aapka shuriyaa..
Amazing Kunal...
ReplyDeleteOne of the most soulful poems i have read on mother...
I am very much happy to have you as a author on my blog..debut match mai hi u have hit a six..:)
All the best man..
thnks..:)
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletethnx vrutika for your lovely comments..
ReplyDeletewe would love to see you more often..:)
dats very heart touching never expected des coming out frm u.......
ReplyDeletehats off to ur work........