ONE OF MY FAV.POETRY..:))
"KHUSHI KE LAMHE"
Mene khushi ke lamho se pucha..
itne din tum kahaa thhe..
wo muskuraae aur bole..
hum to humesha yahi thhe..
par tum hi kuch dino se..
khush nhi thhe..
tum par kuch gum ke baadal chhaye thhe..
jo tumne khud apni marzi se bulwaaye thhe..
#
tumhe jab bhi hum jese lamhe mile..
tumhe lgaa kam hi mile..
jab bhi khushi k lamhe tumhe hsaane aaye..
tum humesha aankho se nam hi mile..
#
tumne jab bhi gum k lamho ko apnaya hai..
to hmesha zindagi ko buraa hi paaya hai..
isliye unhe bhulkar..bs khushi ke lamhe apnaao..
dusro ko bhi khush rakho..khud bhi khilkhilaao..!!

Thats indeed an amazing poetry you figured. Very beautiful lines and each line is so very true. Happiness would always stand right at the door hoping when we would realise and let it in. But we seem to be engrossed so much in our daily gloomy thoughts and forget that we have a beautiful something in us existing which would bring just joy and nothing more or less.
ReplyDeleteVery true Elvirah, we always blame others and god for everything tht happens to us.
ReplyDeleteInstead we should be happy with what we have and try to spread the vibe of happiness.
Thnx for our lovely comments...
We would love to see you dropping by more often..:)
beautiful poem.........
ReplyDeletethnx vrutika...:)
ReplyDelete